Ek shaam shaheedon ke naam
Dinank 10 Apr 2015 ko civil administration ke taraph se Cheetra cinema hall men ek vabhya sanshkritik karyakram ka ayojan kiya gaya. Is samaroh ka udghatan 7 retd Army person ke dwara deep prajwalit ke sath prarambh kiya gaya.
- Ex sub major Krishna kant jha
- Jogi Paswan
- Amar kant jha
- Udai kant jha
- Bhola chaudhary
- Chandra Mohan jha
ke dwara kiya gaya aur in logon ko Sdo benipatti ke dwara pag mala aur dopta se samanit kiya gaya.